Ehtiyatan Bhuja Sa Rehta Hun
Jalta Rehta' Toh Raakh Ho Jata
Jalta Rehta' Toh Raakh Ho Jata
Kon Kehta Hai Waqt Dorata Hai Apne Aap Ko
Gar Yeh Sach Hai' Toh Mera Bachpan Toh Lotaye Koi?
Jee Toh Chahata Hai Aag Laga Kar Dil Ko
Dur Khare Tamasha Dekhun
Tum Toh Hikmat Ke Badshah Thy Luqmaan _!
Hairat Hai Phr Bhi Ishq Laa Ilaaj Reh Gaya
Meharban Ho Ke Bula Lo Mujhe Chaho Jis Waqt
Main Gaya Waqt Nahin Hun Ke Phr Aa Bhi Na Sakhun










0 comments:
Post a Comment